You are currently viewing Hisaab Lyrics Raj Barman | Kumaar | Siddharth Kasyap
Hisaab Lyrics Raj Barman

Hisaab Lyrics Raj Barman | Kumaar | Siddharth Kasyap

Hisaab Lyrics Raj Barman | Kumaar | Siddharth Kasyap

Description: Hisaab Lyrics Raj Barman are given in this post. Kumaar has written the lyrics of this Song. Siddharth Kasyap Is The Music Composer of this song. Raj Barman  has Given his voice to this is song. This is a Brand New Hindi Song . Zee Music Company is the music Company under which the song is releasing on 2022-09-21

Song:– Hisaab

Singer:- Raj Barman

Music :- Siddharth Kasyap

Lyrics :- Kumaar

Hisaab Lyrics Raj Barman
Hisaab Lyrics Raj Barman

Hisaab Lyrics Raj Barman 

Kisi ka dil dukhaoge
Toh dard tum bhi paaoge
Kisi ka dil dukhaoge
Toh dard tum bhi paaoge

Kisi ko tum rulaoge
Toh aansu tum bhi paaoge
Na sifarish na guzarish
Na hi lihaaz karta hai

Ishq mein khuda barabar ka
Hisaab karta hai
Ishq mein khuda barabar ka
Hisaab karta hai

Haan apna bana ke begaana kar dena
Beech safar mein anjaana kar dena
Haan apna bana ke begaana kar dena
Beech safar mein anjaana kar dena

Jee bhi na paye kisi ke bina
Kyun itna zyada deewana kar dena

Kahan ki yeh sharafat hai
Jaan kaisi yeh aadat hai

Kahan ki yeh sharafat hai
Jaane kaisi yeh aadat hai
Kisi ko kar dena barbaad
Kisne di yeh ijaazat hai

Chahe jitne kar lo parde
Yeh benakaab karta hai

Ishq mein khuda barabar ka
Hisaab karta hai
Ishq mein khuda barabar ka
Hisaab karta hai

Kisi ka dil dukhaoge
Toh dard tum bhi paaoge
Kisi ko tum rulaoge
Toh aansu tum bhi paaoge

Na sifarish na guzarish
Na hi lihaaz karta hai

Ishq mein khuda barabar ka
Hisaab karta hai
Ishq mein khuda barabar ka
Hisaab karta hai

Ishq mein khuda barabar ka
Hisaab karta hai
Ishq mein khuda barabar ka
Hisaab karta hai

Hisaab Lyrics Video

Thanks For visiting our site. I hope you have find the Hisaab Lyrics Raj Barman which you want to read. For more upcoming Punjabi song please stay tuned with us.

Leave a Reply